|
|
- 1,640 lyrics - 630 artists
|
|
|
Viewing Lyrics for Aa Jaao Tadapte:
| | | Artist: | LATA MANGESHKAR |
| | Album: | AWAARA | | Track: | Aa Jaao Tadapte | | | | Date Added: | 03/11/2008 | | Views: | 224 | | | | Lyrics: |
In Hindi :
==============================
आ
जाओ तड़प्ते हैं
अरमान - 2
अब रात
गुज़रने वाली है - 2
मैं रोऊँ यहाँ,
तुम चुप हो वहाँ
अब रात गुज़रने
वाली है - 2
ओ, चाँद
की रंगत उड़ने
लगी
वो तारों के
दिल अब डूब गये,
डूब गये
है दर्द
भरा बेचैन समा
अब रात गुज़रने
वाली है - 2
इस चाँद
के डोले में आई
नज़र - 2
यह रात की
दुल्हन चल दी
किधर, चल दी किधर
आवाज़ तो दो, खोए
हो कहाँ
अब रात
गुज़रने वाली है - 2
घबराके नज़र भी
हार गयी - 2
तक़दीर
को भी नींद आने
लगी, नींद आने लगी
तुम आते नहीं, मैं
जाऊं कहाँ
अब
रात गुज़रने वाली
है - 5
In Hinglish:
==============================
Aa jaao tadapte hain armaan - 2
Ab raat guzarne waali hai - 2
Main roun yahan, tum chup ho vahan
Ab raat guzarne
waali hai - 2
O, chaand ki rangat udne lagi
Voh taaron ke dil ab doob gaye, doob
gaye
Hai dard bhara bechain sama
Ab raat guzarne waali hai - 2
Is chaand ke
dole mein aayi nazar - 2
Yeh raat ki dulhan chal di kidhar, chal di kidhar
Aawaaz to
do, khoye ho kahan
Ab raat guzarne waali hai - 2
Ghabraake nazar bhi haar gayi - 2
Taqdeer ko bhi neend aane lagi, neend aane lagi
Tum aate nahin, main jaaoon kahan
Ab raat guzarne waali hai - 5 | | | |
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
| |
More LATA MANGESHKAR Lyrics:
|
| 1. | Ham Un Ko Samajhate Hain Ummidon Ka Sahaara view | | 2. | Pardes Jaake Pardesiya view | | 3. | Ang Ang Mein Umang Chaaron Or Hai Bahaar view | | 4. | Vo Pardesi Mann Mein view | | 5. | Aayi Bhor Suhaani view | | 6. | Hai Isi Mein Pyar Ki Abroo view | | 7. | Is Dil Ki Haalat view | | 8. | Bedardi Baalma Tujhko Mera Mann view | | 9. | Mere Piya Se Koi Ja Ke view | | 10. | Piya Bina Piya Bina view |
|
|