|
|
- 1,640 lyrics - 630 artists
|
|
|
Viewing Lyrics for Aayi Milan Ki Bela:
| | | Artist: | MOHAMMAD RAFI, ASHA BHOSLE |
| | Album: | AYEE MILAN KI BELA | | Track: | Aayi Milan Ki Bela | | | | Date Added: | 03/11/2008 | | Views: | 208 | | | | Lyrics: |
In Hindi :
==============================
रा : आ हा आई मिलन
की बेला देखो आई
बन के फूल हर काली
मुस्कुराइ
आ : आ
हा आई मिलन की
बेला देखो आई
उनसे नैन मिले
मैं शरमाई
आ हा
आई मिलन की ...
जाने क्यों तेज़
हुई जाती है दिल
की धड़कन
चुटकियाँ लेती
है क्यों सीने
में मीठी सी चुभन
रा : प्यार जो करते
हैं होता है यही
हाल उनका
देखिए
क्या-क्या
दिखाएगी अभी दिल
की लगान
आ हा आई
मिलन की ...
आज
दुनिया मुझे कुछ
और नज़र आती हैं
जिस तरफ देखिए
तक़दीर
मुस्कुराती हैं
आ : प्यार के रंग
में रंग जाते हैं
जब दिलवाले
देखते-देखते हर
चीज़ बदल जाती
हैं
आ हा आई मिलन
की ...
आज सर से
मेरा आँचल क्यों
उड़ा जाता हैं
मेरा दिल क्यों
मेरे पहलू से
खींचा जाता है
रा : मुंतज़ीर
होगा कोई याद कर
रहा होगा
दर्द
सा उठता हैं जब
याद किया जाता
हैं
आ हा आई मिलन
की ...
In Hinglish:
==============================
ra : a ha aayi milan ki bela dekho aayi
ban ke phool har kali muskuraai
a : a ha aayi milan ki bela dekho aayi
unse nain mile main sharmaayi
a ha
aayi milan ki ...
jaane kyon tez hui jaati hai dil ki dhadkan
chutkiyaan
leti hai kyon seene mein meethi si chubhan
ra : pyaar jo karte hain hota hai yahi haal unka
dekhiye kya-kya dikhaayegi abhi dil ki lagan
a ha aayi milan ki ...
aaj duniya mujhe kuch aur nazar aati hain
jis taraf dekhiye taqadeer muskuraati hain
a : pyaar ke rang mein rang jaate hain jab dilwale
dekhate-dekhate har cheez badal jaati
hain
a ha aayi milan ki ...
aaj sar se mera aanchal kyon uda jaata hain
mera dil kyon mere pehlu se khincha jaata hai
ra : muntazir hoga koi yaad kar raha hoga
dard sa uthata hain jab yaad kiya jaata hain
a ha aayi milan ki ...
| | | |
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
| |
More MOHAMMAD RAFI, ASHA BHOSLE Lyrics:
|
| 1. | A Raat Jaati Hai Chupake Se Mil Jaayein Donon view | | 2. | Aayi Milan Ki Bela view | | 3. | Saare Shahar Mein Aapasa Koyi Nahin view | | 4. | Saare Shahar Mein Aapasa Koyi Nahin view | | 5. | Aankhon Aankhon Mein Na Jaane Kya Ishaare Ho Gaye view | | 6. | Sar-E-Mahafil Mera Imaan view | | 7. | Sar-E-Mahafil Mera Imaan view |
|
|