|
|
- 1,640 lyrics - 630 artists
|
|
|
Viewing Lyrics for Aaja Aaja Piya Ab Toh Aaja:
| | | Artist: | ALKA YAGNIK |
| | Album: | BARSAAT | | Track: | Aaja Aaja Piya Ab Toh Aaja | | | | Date Added: | 20/11/2008 | | Views: | 215 | | | | Lyrics: |
In Hindi :
==============================
आजा आजा आजा आजा
हो
आजा आजा पिया
अब तो आजा - 2
देख तो
कैसी हालत हुई
हैं
आके हुमको
गले से लगा जा - 2
तुझसे मिलने की
चाहत हुई हैं
आजा आजा पिया अब
तो आजा - 2
देख तो
कैसी हालत हुई
हैं
(क्या बतौ
तुझे कितना प्यार
किया
हर घड़ी बस
तेरा इंतेजार
किया ) - 2
चाहे जागी
रही चाहे सोई रही
तेरे ख्वाबो
ख़यालो में खोई
रही
हू ऊओ...
तुझसे होके
जुड़ा मेरे राजा - 2
मुझपे क्या क्या
क़यामत हुई हैं
आजा आजा आजा आजा
हो
आजा आजा पिया
अब तो आजा - 2
देख तो
कैसी हालत हुई
हैं
(तेरा
संदेसा जबसे हैं
आया साजन
एक अजब
सा नशा मुझपे
छाया साजन) - 2
अब तो
काटे से भी वक़्त
काट ता नहीं
तेरा चेहरा
निगाहों से हट ता
नही
यह खुशी की
खबर सुनके राजा - 2
बेकरारी में
राहत हुई हैं
आजा आजा आजा आजा
हो
आजा आजा पिया
अब तो आजा - 2
देख तो
कैसी हालत हुई
हैं
आके हुमको
गले से लगा जा - 2
तुझसे मिलने की
चाहत हुई हैं
In Hinglish:
==============================
aaja aaja aaja
aaja ho
aaja aaja piya ab toh aaja - 2
dekh to kaisi haalat hui hain
aake humko
gale se laga ja - 2
tujhse milne ki chahat hui hain
aaja aaja piya ab toh aaja - 2
dekh to kaisi haalat hui hain
(kya batau tujhe kitna pyar kiya
har ghadi
bas tera intejaar kiya ) - 2
chahe jaagi rahi chaahe soyi rahi
tere khwaabo khayalo
mein khoi rahi
hoo ooo...
tujhse hoke judaa mere raja - 2
mujhpe kya kya
qayamat hui hain
aaja aaja aaja aaja ho
aaja aaja piya ab toh aaja - 2
dekh to
kaisi haalat hui hain
(tera sandesa jabse hain aaya sajan
ek ajab sa nasha
mujhpe chaya sajan) - 2
ab to kaate se bhi waqt kat ta nahin
tera chehra nigahon se
hat ta nahi
yeh khushi ki khabar sunke raja - 2
bekaraari mein raahat hui hain
aaja aaja aaja aaja ho
aaja aaja piya ab toh aaja - 2
dekh to kaisi haalat hui
hain
aake humko gale se laga ja - 2
tujhse milne ki chahat hui hain | | | |
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
| |
More ALKA YAGNIK Lyrics:
|
| 1. | Barso ke Baad view | | 2. | Chori Se Chhup Chhupa Ke view | | 3. | Aag Lag Jaaye Kahin Par To Dhuaan Uthata Hai view | | 4. | Aadmi Khilona Hain view | | 5. | Har Ek Muskuraahat view | | 6. | Jine Vaalon O Jine Vaalon view | | 7. | Saajan Saajan Teri Dulhan view | | 8. | Kitna Pagal Dil Hai (female) view | | 9. | Maine Tumse Pyar Bahut Kiya view | | 10. | Jaane Yeh Kya Ho Gaya view |
|
|