|
|
- 1,640 lyrics - 630 artists
|
|
|
Viewing Lyrics for Aana Dobara:
| | | Artist: | AVADHOOT GUPTE |
| | Album: | AANA DOBARA | | Track: | Aana Dobara | | | | Date Added: | 16/09/2008 | | Views: | 198 | | | | Lyrics: |
In Hindi :
==============================
बीता हुआ पल कभी
गुज़रता नही
वो
सहमा हुआ सा बैठा
रहता है
रास्ते
के किसी पिछले
मोड़ पर ज़िंदा
उसके भी जज़्बात
होते है
और
कुत्छ अरमान भी
गुजर तो मैं जाता
हू
किसी मुसाफिर
की तरह
और वो
बीता पल वही
मेरी राह तकता
किसी पेड़ की तरह
यह आवाज़ भी
आइसे ही किसी पल
की है
जो बैठा है
कही इर्द गिर्द
मेरे पिट्चले
मंज़िल के
मेरी
जान कही भी जेया- 2
बस संभाल के जाना -
2
यही पे खड़ा है
घर तेरा - 2
आना
दोबारा - 3
मेरी
पिट्चली मंज़िल
जहाँ पे मैं रुका
था थोड़ी देर
और
सोचा था के
ज़िंदगी यही रुक
जाएगी
लेकिन
शुरू होना मेरी
किस्मत थी
और
चलते रहना
फ़ितरत
यह आल्बम
यह नगमें यह इसी
रास्तें में
मिले
कुत्छ
खूबसूरत चीज़ें
हैं ज़रा देखे
इनमें से कोई
आपकी तो नही
आना
दोबारा - 3
In Hinglish:
==============================
beeta hua pal kabhi gujarta nahi
woh sehma hua sa baitha rehta hai
raaste ke kisi pichle mod par zinda
uske bhi
jazbaat hote hai
aur kutch armaan bhi
gujar toh main jaata hu
kisi musafir ki
tarah
aur woh beeta pal wahi
meri raah takta kisi ped ki tarah
yeh
aawaz bhi aaise hi kisi pal ki hai
jo baitha hai kahi ird gird mere pitchle manzil ke
meri jaan kahi bhi jaa- 2
bas sambhal ke jana - 2
yahi pe khada hai ghar tera -
2
aanaa dobara - 3
meri pitchli manzil jahan pe main ruka tha thodi der
aur socha tha ke zindagi yahi ruk jaayegi
lekin shuru hona meri kismat thi
aur
chalte rehna fitrat
yeh album yeh nagmein yeh issi raastein mein miley
kutch khubsurat
chizen hain jara dekhe inmein se koi aapki toh nahi
aanaa dobara - 3 | | | |
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
| |
More AVADHOOT GUPTE Lyrics:
|
| 1. | Aana Dobara view | | 2. | New Nanaji Mix view | | 3. | Kabhi Kabhi Sochta Hoon Main view | | 4. | Hiphop Mahive Remix view | | 5. | New Nanaji Mix view | | 6. | Band Stand Mix view | | 7. | Kabhi Kabhi Sochta Hoon Main view | | 8. | New Nanaji Mix view | | 9. | Band Stand Mix view | | 10. | Kabhi Kabhi Sochta Hoon Main view |
|
|