|
|
- 1,640 lyrics - 630 artists
|
|
|
Viewing Lyrics for Tu Kahe Agar:
| | | Artist: | MUKESH |
| | Album: | ANDAZ (OLD) | | Track: | Tu Kahe Agar | | | | Date Added: | 20/10/2008 | | Views: | 160 | | | | Lyrics: |
HINDI
=====================
तू
कहे अगर, तू कहे
अगर
तू कहे अगर
जीवन भर
मैं गीत
सुनाता जौन
मान
बिन बजाता जौन
तू कहे अगर
और
आग मैं अपने दिल
की
हर दिल में
लगता जौन
दुख
दर्द मिटाता जौन
तू कहे अगर
मैं
साज़ हू तू सरगम
है - 2
देती जेया
सहारे मुझको - 2
मैं राग हू तू
बिना है - 2
जिस दम
तू पुकारे मुझको
आवाज़ में तेरी
हर दम
आवाज़
मिलाता जौन
आकाश
पे छ्चाता जौन
तू कहे अगर
इन
बोलों में, तू ही
तू है
मैं समझुँ
या तू जाने, हो
जाने
इनमें है
कहानी मेरी,
इनमें है तेरे
अफ़साने
इनमें
है तेरे अफ़साने
तू साज़ उठा उलफत
कॅया
मैं झूम के
गाता जौन
सपनों
को जागता जौन
तू
कहे अगर...
HINGLISH
====================
tu kahe agar, tu kahe agar
tu kahe
agar jeevan bhar
main geet sunaata jaaun
man been bajaata jaaun
tu kahe agar
aur aag main apne dil ki
har dil mein lagata jaaun
dukh dard mitata
jaaun
tu kahe agar
main saaz hu tu saragam hai - 2
deti jaa sahaare
mujhako - 2
main raag hu tu binaa hai - 2
jis dam tu pukaare mujhako
aawaaz
mein teri har dam
aawaaz milaata jaaun
aakaash pe chhaata jaaun
tu kahe agar
in bolon mein, tu hi tu hai
main samajhun ya tu jaane, ho jaane
inamein
hai kahaani meri, inamein hai tere afasaane
inamein hai tere afasaane
tU saaz uthaa
ulfat kaa
main jhoom ke gata jaaun
sapanon ko jagata jaaun
tu kahe agar... | | | |
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
| |
More MUKESH Lyrics:
|
| 1. | Sabhi Sukh Dur Se Guzarein view | | 2. | Nain Hamare Saanjh Sakaare view | | 3. | Jinhe hum bhoolana chaahe view | | 4. | Sab Kuch Seekha view | | 5. | josh-e-javaanii haay re haay view | | 6. | Apana Desh Videsh Ke Aage Haath Na Phailaaye view | | 7. | Toote Na Dil Toote Na view | | 8. | Ai Dil Pyaar Ki Manzil Ab view | | 9. | Teri Duniya Mein Dil view | | 10. | Ai Pyaase Dil Bezubaan Tujhako Le Jaauun Kahaan view |
|
|