|
|
- 1,640 lyrics - 630 artists
|
|
|
Viewing Lyrics for Aate Jaate Khubsurat:
| | | Artist: | KISHORE KUMAR |
| | Album: | ANURODH | | Track: | Aate Jaate Khubsurat | | | | Date Added: | 23/10/2008 | | Views: | 478 | | | | Lyrics: |
In Hindi :
==============================
ह्म, आते जाते
खूबसूरत आवारा
सड़को पे कभी कभी
इतफ़ाक़ से,
आते
जाते खूबसूरत
आवारा सड़को पे
कभी कभी इतफ़ाक़
से, कितने अंजान
लोग मिल जाते हैं,
उनमे से कुच्छ
लोग भूल जाते हैं,
कुच्छ याद रह
जाते हैं,
उनमे
से कुच्छ लोग भूल
जाते हैं, कुच्छ
याद रह जाते हैं
आते जाते
खूबसूरत आवारा
सड़को पे कभी कभी
इतफ़ाक़ से,
कितने अंजान लोग
मिल जाते हैं,
उनमे से कुच्छ
लोग भूल जाते हैं,
कुच्छ याद रह
जाते हैं,
उनमे
से कुच्छ लोग भूल
जाते हैं, कुच्छ
याद रह जाते हैं
आवाज़ की दुनिया
के दोस्त, कल रात
किसी जगह पे
मुझको,
किस कदर
ये हसीन ख़याल
मिला है, रह में इक
रेशमी रुमाल मिला
है,
किस कदर ये
हसीन ख़याल मिला
है, रह में इक
रेशमी रुमाल मिला
है
जो गिराया था
किसी ने जान कर,
जिसका हो ले जाए
वो पहचान कर,
वरना मैं रख
लूँगा उसको अपना
जान कर,
किसी
हुस्न वेल की
निशानी मान कर,
निशानी मान कर
हसन्ते गाते
लोगों की बातों
ही बातों में, कभी
कभी इक मज़ाक से,
कितने जवान
किससे बन जाते
हैं, उन क़िस्सों
में चाँद भूल
जाते हैं,
चाँद
याद रह जाते हैं,
उनमे से कुच्छ
लोग भूल जाते हैं,
कुच्छ याद रह
जाते हैं
तक़दीर मुझपे
मेहरबान, जिस
शुआक की ये
दास्तान है,
उसने भी शायद ये
पैगाम सुना हो,
मेरे गीतो में
अपना नाम सुना हो,
उसने भी शायद ये
पैगाम सुना हो,
मेरे गीतो में
अपना नाम सुना हो,
डोर बैठी ये राज
वो जान ले, मेरी
आवाज़ को पहचान
ले,
काश फिर कल
रात जैसी बरसात
हो, और मेरी उसकी
कहीं मुलाकात हो,
मुलाकात हो
लंबी
लंबी रातों में
जब नींद नही आती,
कभी कभी इस फिराक
से,
कितने हसीन
ख्वाब बन जाते
हैं, उनमें से
कुच्छ ख्वाब भूल
जाते,
कुच्छ याद
रह जाते हैं,
उनमे से कुच्छ
लोग भूल जाते हैं,
कुच्छ याद रह
जाते हैं
आते
जाते खूबसूरत
आवारा सड़को पे
कभी कभी इतफ़ाक़
से, कितने अंजान
लोग मिल जाते हैं,
उनमे से कुच्छ
लोग भूल जाते हैं,
कुच्छ याद रह
जाते हैं
In Hinglish:
==============================
hmmm, Aate jate khubsoorat awara sadko pe
kabhi kabhi itfaq se,
Aate jate khubsoorat awara sadko pe kabhi kabhi itfaq se, kitne anjaan
log mil jate hain,
unme se kuchh log bhool jaate hain, kuchh yaad rah jate hain,
unme
se kuchh log bhool jaate hain, kuchh yaad rah jate hain
Aate jate khubsoorat awara sadko pe
kabhi kabhi itfaq se, kitne anjaan log mil jate hain,
unme se kuchh log bhool jaate hain,
kuchh yaad rah jate hain,
unme se kuchh log bhool jaate hain, kuchh yaad rah jate hain
awaz ki duniya ke dost, kal raat kisi jagah pe mujhko,
kis kadar ye hasin khayal
mila hai, rah mein ik reshami rumal mila hai,
kis kadar ye hasin khayal mila hai, rah mein ik
reshami rumal mila hai
jo giraya tha kisi ne jaan kar, jiska ho le jaye wo pahchan kar,
warna main rakh loonga usko apna jaan kar,
kisi husn wale ki nishani maan kar, nishani
maan kar
hasnte gaate logon ki baaton hi baaton mein, kabhi kabhi ik mazak se,
kitne
jawan kisse ban jaate hain, un kisson mein chand bhool jaate hain,
chand yaad rah jaate
hain,
unme se kuchh log bhool jaate hain, kuchh yaad rah jate hain
Taqdeer
mujhpe meharban, jis shuak ki ye dastan hai,
usne bhi shayad ye paigam suna ho, mere geeto
mein apna naam suna ho,
usne bhi shayad ye paigam suna ho, mere geeto mein apna naam suna
ho,
door baithi ye raaj wo jaan le, meri awaz ko pahchan le,
kaash phir kal raat jaisi
barsat ho, aur meri uski kahin mulakat ho, mulakat ho
lambi lambi raaton mein jab neend nahi
aati, kabhi kabhi is phirak se,
kitne hasin khwab ban jaate hain, unmein se kuchh khwab bhool
jaate,
kuchh yaad rah jaate hain,
unme se kuchh log bhool jaate hain, kuchh yaad rah
jate hain
Aate jate khubsoorat awara sadko pe kabhi kabhi itfaq se, kitne anjaan log mil jate
hain,
unme se kuchh log bhool jaate hain, kuchh yaad rah jate hain | | | |
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
| |
More KISHORE KUMAR Lyrics:
|
| 1. | Tere Liye Maine Sab Ko Chhoda view | | 2. | Aate Jaate Khoobsurat view | | 3. | Yeh Andha Kanoon Hain view | | 4. | Kitane Raanjhe Tujhe Dekh Ke Bairaagi Ban Gaye view | | 5. | Falak se todkar dekho view | | 6. | Aate Jaate Khubsurat view | | 7. | Tere bina zindagi se koyi view | | 8. | Hasarat Hi Rahi Ham Se Bhi Kabhi Koi Pyaar Karata view | | 9. | Falak se todkar dekho view | | 10. | Sadiyon Se Duniya Mein Yahi To Kissa Hai view |
|
|